Meray khwabon k gulshan main khizain raqs karti hain,
Meray hönton ki larzish main wafain raqs karti hain,
Mujhay woh laakh tarpaay mager us shakhs ki kh(.....)in,
Khuda janay kaisi kashish hai tere yadon main
Main tera zikr karta hoon hawain raqs karti hein.
Dil ke angan se chand ka didar ho gaya, Mai uska divana ho gaya chand badalo mai kho gaya, Hamne badal hatne ka intazar kiya, Tabtak chand kisi or ka ho gaya.
TUMHARI HAR EK BAAT BEWAFAI KI KAHANI HAI, LEKIN TERI HAR EK SANS MERI ZINDAGI KI NISHANI HAI, TUM AAJ TAK SAMAJ NAHI PAYE MERE IS PYAAR KO, ISLIYE MERE AANSU B TUMHARE LIYE SIRF PANI HAI!!!