PYAAR KI HAQEEQAT"
Koi poochay is duniya say yeh pyaar kya hota hai,
yeh ishq, mohabbat kya khumar hota hai.
kyun kisi say itna pyaar hota hai,
Dil kyun har waqt bayqarar hota hai.
ruswaiy hi kyun miltey hai,
kyun nahein dil ki kali khilti hai.
bawafai hi kyun badla mein miltey hai,
doosroon ki baanchain hi kyun khiltey hai.
Aik jawab meri samajh mein aata hai,
yeh pyaar, mohabbat, ishq sub bayqar hota.
kya karein aisay ishq kai , Jis ka bhairha paar hi nahi hota,
kya karein aisay pyaar ka jo dil per chootain lagata hai,
kya karein aisey mohabbat ka jo neend hi lay jatey hai.
"2 Ajnabi dost"
03132174713