Sponsor's

 
1 Day U Will MisS Me
28-05-2010
Posted by Fomi From pakistan [ 03055577329 ]

Jab Bichar Kar Tere Is Dil Se Chala Jaonga,
Dil Ko Seney Main Na Paogi To Yaad Aaonga,

Aonga Chupky Se Khawabon Main Jo Tere Aksar,
Phir Jo Sotey Mai Hi Hansdogi To Yaad Aonga,

Meri Masom Mohobbat Ko Bhula Ker Jab Tum,
Phir Kisi Aur Ko Chahogi To Yaad Aongaa,

Dosto Ki Kisi Mehfil Mein Baton Baton Mein,
Jab Kisi Baat Pe Roothogi To Yaad Aongaa,

Meri Tasveer Ko Ankhon Mein Chupaney Ke Liye,
Apney Ashko Sey Mitaogi To Yaad Aonga,

Rat San’natay Mai Kamrey Ki Khuli Khirki Sey,
Hansty Ek Chand Ko Dekhogi To Yaad Aonga,

Khak Sey Lipti Kitaboo Ke Har Ek Kaghaz Par,
Naam Likha Mera Dekhogi To Yaad Aongaa,

Ab Jo Har Ek Khushi Mujhko Suna Ney Ke Liye,
Door Tak Mujh Ko Na Paogi To Yaad Aonga,

Neely Kaprey Jo Pehan Kar Tum Khuly Baalo Ko,
Khud Hi Hatho Sey Sanwarogi To Yaad Aonga,

Yaad Karty Hui Ye Sans Jo Tooteygi Meri,
Phir Meri Kabar Pa Aogi To Yaad Aongaa,

Tere Hi Nam Se Likhta Tha Main Sari Ghazal,
Ab Jo Parhtey Huey Row Dogi To Yaad Aongaa.

Share  
 [ Characters : 1050 | Sms Length : 7  | Views : 449 ]
RELATED SIMILAR SMS
gulazaarehastobuu na begaa gulazaarehastobuu na begaanaavaar dekh brb
Hichkiyon ka aana Hichkiyon ka aana choot gayabrLagta hai unhe h
Tairay tamam aansu Tairay tamam aansu mairy aankhon me basaybrbr
Wo khuwab tha bikhar gaya Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa n
apane maazii ke tasavvur apane maazii ke tasavvur se hiraasaa huuN main b
Khudaa wo waqt na laaye ki soG Khudaa wo waqt na laaye ki soGawaar ho tuu brb
To kahin b rahe tuj par mera e To kahin b rahe tuj par mera elzam to hai Tere
Raat ki phailti khamoshi Raat ki phailti khamoshibraur hambrteri yaado
Kia Rakha Hy Apni Kia Rakha Hy Apni brZindagi k Iss Afsaney brM
Mohabton mein Hawas k Aser hum Mohabton mein Hawas k Aser hum b nae Galt Mat J
Mai sun k usski sab batien Mai sun k usski sab batienbrfaqat itna hi keht
Mere KHYALON MEIN Sehraon Se Samandaron TakbrHawaon Se Badalon T
charaaG dil ke jalaao ki charaaG dil ke jalaao ki iid ka din hai brtaraa
Khaali jaam liye baithe ho Khaali jaam liye baithe houn aankhon ki baat kar
Raat phir udaas hai Raat phir udaas haibrAjnabi si raahon meinb
aik amanat tujhko dee thhi braik amanat tujhko dee thhi kahan tu is kay qa
angaDaaii bhii vo Nizam Rampuri brbrbrangaDaaii bhii vo lene
Main Usay Kese Akela Chor Doo AJNABI Main Usay Kese Akela Chor Doon Is R
Tum aksar yaad aatay Tum aksar yaad aatay ho or itna yaad aatay hobr
aaya tha ghar saNvaarane aaya tha ghar saNvaarane ehasaan kar gayaabrbr
Aya na tuje raz koi ghar b Aya na tuje raz koi ghar b qafas bbrAb ay dile
aaNkh jab band kiyaa aaNkh jab band kiyaa karate hain brsaamane aap
2360230623322351 2327238123522 2350230623952367235423792306
KhwaboN k rastey par KhwaboN k rastey par chalna theek nahibrMeray h
Ik Paagal Sa Larka Tha Ik Paagal Sa Larka ThabrApnay Aap Main Gum Sum
Dedications To Maa Dedications To Maabr brpermalinkbrAsalam O
mUhabbat Ka Dhuwaan AankhOn mUhabbat Ka Dhuwaan AankhOn Mein Paani ChOr jAta
Aab Kay Yun Dil Ko Saza Di Hum Aab Kay Yun Dil Ko Saza Di Hum Nay brUs Ki Her
Bara Naaz Tha Unko Apne Bara Naaz Tha Unko Apne Parde PebrbrBaDa
Kia kabhi tum ne bhi Kia kabhi tum ne bhi mujey yaad kia haibrbrs
Yeh sher kyi mtlb de Yeh shaer kayi matlab de sakta haibrbrghar
Wo kud adeeb na shahir na falsafi tha magar
kabhii Khaamosh baiThogii Nzeer Bnrsi brbrkabhii Khaamosh baiThogii
Bhari Mehfil Main Bhari Mehfil Main Tanha Rehna Acha Lagta HaibrT
Auroon se Manga Auroon se Manga kuch na mila sirf Zillat mili
Sabhi nagme saaz Sabhi nagme saaz mein gaaye nahi jaatebrSabhi
Har pal har lamha tera Har pal har lamha tera intezaar kiyabrKaise bat
Chalo tum hi Mohabbat ki ibtida ker do Nafrat
Raat Ka Aakhri Pehar Raat Ka Aakhri Pehar ThabrMuJh Se Chaand Ne K
Hum Muskura Ke Dard Taal dete Hum Muskura Ke Dard Taal dete hain Kisi Kisi Ko

Site Statistics

There are total of 73 categories contaning about 16718 sms in our database.

Who's Online

We have 53 users online

Search Smsyard

Advertisment