Ajab hai yeh mohabbat yaro
"ajab hai yeh mohabbat yaro
aik pal khushi hai tu hazaar lamhey ansoon hain
ajab hain khel is k yaro
kabhi yeh majno banati hai
tu kabhi shair bnati hai
kabhi her dam hansati hai
tu kabhi her dam rulati hai
kabhi yeh zakhmi karti hai
kabhi yeh marham banti hai
na nikle lahoo jis mein
kuch is tarah ghayal karti hai
meri iltaja hai tum se kabhi ishq tum na karna
kabhi itna kisi ko na chahna
q k yeh duniya hai bey qadroon ki
yahan kon kisi ko sammjhta hai
yahan piyar karny waley hamesha ghayal hotey hain
hamesha chot khatey hain
hamesha thoker milti hai
nahi milta bas jo usey hum piyar kehtey hain
"2 Ajnabi dost"
03132174713