BE WAFA MEHBOOB K NAAM"
Kab tak tumse aas lagaayen?
Kab tak dil tarpaao gay?
Kab tak aankhain raah takain gi?
Kab tak loat k aao gay?
Saaray mausam beet gaye hain,
Phool bhi khil k sookh gaye hain,
Kab aayega deed ka mausam?
Kab dil ko behlaao gay?
Ehd-e-wafa kyun toar diya hai?
Tanha mujh ko chor diya hai,
Saari dunya pooch rahi hai,
Kis kis ko samjhaao gay?
Saaray din
’PAT JHAR’ k din hain,
Saari raatain hijar ki raatain,
Kab chalkain gay dukh k pyaalay?
Kab tak aankh milaao gay?
Aajao k dil ka dareecha khoal rakha hai "MAHNOOR" ne ab tak,
Bhujh gayi jab aankho ki shammain,
Kaise raah phir paao gay???
Plz aap loag zaroor bataana k aap ko meri yeh GHAZAL kaisi lagi hai?
Plzzz
"2 Ajanbi Dost"
03132174713