Dhuniya Se Dar Lagta Hai Maa
Ab Aur Dard Saha Nahin Jata Maa…!!
Mujhe Dhuniya Se Bacha Sub Ne Mujhe Maar Dala..!!
Ma…!!! Yeh Dhuniya Kitni Zalim Hai..
Mujhe Dhuniya Se Dar Lagta Hai Maa…!!
Sub Ne Mujhe Tanha Kar Dala Maa..!!
Mera Kasoor Kya Hai Maa….!!
Sub Ko Chaha Yeh Kasoor Hai Mera
Sub Se Pyaar Kiya Yeh Kasoor Hai Mera
Kya Yeh Meri Ghalti Ki Saza Hai Maa..!!!
Maa Mujhse Yeh Saza Sahi Nahin Jati
Ish Dard Ko Mere Se Door Kar De Maa…!!
Mujhe Sakoon Se Koi Jeene Nahin Deyta Maa…!!
Mera Chain Sakoon Sub Kuch Lut Gaya Maa..!!!
Raat Ko Deer Tak Jaagti Hoon
Tanhai Mein Pal Pal Tarapti Hoon
Aansoon Ko Ander Dabati Hoon
Yeh Kaisa Jeena Hai Maa..!!
Dhuniya Itni Zalim Kyun Hai Maa...!!
Maa…!! Aik Baaat Toh Bata…
Yeh Saza Mujhe Kub Tak Sehni Hai…!!!
"2 Ajnabi dost"
03132174713