Sponsor's

 
Hum kasay pagel hotay thay
10-02-2010
Posted by JiNNU Rider From karachi [ maya_friend_enconter@yahoo.com ]

Hum kasay pagel hotay thay
Ek phool ko chonay ki khatir
Kantoon say zakhmi hotay thay
Jo phool jholi main aa girta
Ussay choonay say dar jatay thay
Hum kasay pagel hotay thay
K dhondaly aaeinoon main apna
Hum aks sa dhoonda kertay thay
Aor kirchayan chatkhay aaeinoon ki
Muthi main daba ker rakhtay thay
Hum kasay pagel hotay thay
Jab sadak pay chalna hota tha
Hum kashti lay ker chaltay thay
Aor beech bhanwar janay k liyey
Hum padel nikla kertay thay
Hum kasay pagel hotay thay
Jab barish barsa karti thi
Hum chatri main chup jatay thay
Aor jalti dhoop main nangay sir
Hum chatt par uchla kertay thay
Hum kasay pagel hotay thay
Jab pass woh bohat hota tha
Hum uss ko dekh na saktay thay
Jab woh door chala jata tha
Hum aahat uss ki suntay thay
Hum kasay pagel hotay thay
Jab sari dunya soti thi
Hum chand say khela kertay thay
Jab sari dunya jag utthti thi
Hum thak ker so jatay thay
Hum kasay pagel hotay thay
Hum kasay pagel hotay thay
Hum aaj b wasay pagel hain
Hum aaj b wasay pagel hain
Digg this Post!Add Post to del.icio.usBookmark Post in TechnoratiFurl this Post!
Reply With Quote

"2 Ajnabi dost"
03132174713

Share  
 [ Characters : 1235 | Sms Length : 8  | Views : 310 ]
RELATED SIMILAR SMS
kabhii to khul ke baras Prem Warbartoni brbrkabhii to khul ke baras
Andaz apna dekhte hain Andaz apna dekhte hain Aayene main wobrbrAur
Sardi ki thitharti Sardi ki thitharti raton maybrhum dhundli dhun
kaash Khvaabon hii men kaash Khvaabon hii men aa jaao bahut tanahaa hu
bhuulii bisarii chand ummiiden bhuulii bisarii chand ummiiden chand fasaane yaad
suno aye pagal larki suno aye pagal larki brbrkyun cham cham aans
Raatain Hain Udaas brbrRaatain Hain Udaas Din Karry hainbrAy
huzuur aap kaa bhii ehataraam huzuur aap kaa bhii ehataraam karataa chaluuN br
Kisi Sabab Se Agr Kisi Sabab Se Agrbrbolta nahi hon mebrbrTo
yeh barish khoobsoorat Barish Poetry brbryeh barish khoobsoorat h
Tumhen udaas Dekh ker Tumhen udaas Dekh ker kisi k Rang kho Gae
Jab kaali kaali ankho Jab kaali kaali ankhon nebrDoO nirmal nirmal a
Teri Mushkil Na Barhaon Ga Chala Jaon GabrTeri Mushkil Na Barhaon Ga Chal
First April Tum Bhi Kitne Paga Tum Bhi Kitne Pagal HobrbrEk Din Achanak Hey
Dil ta ek shola magr beet gaye Dil ta ek shola magr beet gaye din woh katey A
Joo khushee tumhary Joo khushee tumhary kareeb hoo brWho sada tumhe
Jaan kucch baaki hain Haan abhi bhibrJaan kucch baaki hainbrAahei
Udas larki Jo ban Pare to Udas LarkibrJo ban Pare tobrYo khud se kena k
23102332 23112360 234423672349 23102332 23112360 23442367234
232523442369234623812352236723 2325238123512366 234023692350
Aye Khuda kyon deta hai tu Lad Aye Khuda kyon deta hai tu Ladkiyon ko itni Beaut
Zindagi ki dhoop Zindagi ki dhoop mainbrhumsafar k roop mainbr
Khuwaab Min Aa ker Wo Meri Nee Khuwaab Min Aa ker Wo Meri Neend Uraati Thi Bahut
Ye Tha Pehli Muhabbat Do Nigahain MileenbrMil k Phir Jhuk GaeenbrJh
Haath us ney Mera Thama Ho ga Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein Zaroor Mujh ko
Suna hai lawzo Suna hai lawzo se hi sawarti hai zindagibrAur
dekhaa hai zindagii dekhaa hai zindagii ko kuchh itanaa qariib sebr
Baton say bhee yeh gham kyon k Baton say bhee yeh gham kyon kam naheen hotey Aa
232523442369234623812352236723 23512361 23322379 23092325236
Saari duniya ke rivajon se baghawat ki thi Y
Utha kay haath Khuda say brUtha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
Abhi Is Taraf Na Nigah Abhi Is Taraf Na Nigah KarbrbrMein Gazal Ki P
USS KI HATHEYLI PAR USS KI HATHEYLI PAR MEREY AANSO brbrKITNEY AC
ghazal kiss se kahein or kon suny jo hal tere baad howa
Apni yad rakhnay ko kuch tou j Apni yad rakhnay ko kuch tou janeman day do Ap
Roti hui aakho ko Roti hui aakho ko hasaya bohat hainbrYeh hunar
Behtar Hai Fraaz Chandni Raat Mein Aur B Shiddat Say Aay Gi Us Ki
Merey Hi DardeMohabbat Ne Sada Tu Ne Jo Chonk Kar Her Jagha Nigah Ki Hogi Mere
hans ke bolaa karo bulaayaa hans ke bolaa karo bulaayaa karobraap kaa ghar
kanch ki chori toot gayee meri pAsAndbrKaanch Ki ChooriKitni SaadaK

Site Statistics

There are total of 73 categories contaning about 16718 sms in our database.

Who's Online

We have 71 users online

Search Smsyard

Advertisment