Kabhi AayatOn Mein Parha tUjhay
Kabhi Harf Harf Likha tUjhay
Kabhi Dil Say tUjhay Pukaar Kay
kOii ShAiR Apna Suna Diya
bhUla Diya, BhUla Diya
Teray Ishq Mein Khud kO bhUla Diya
Yeh Ajeeb Ishq Kay Khail hAin
Jahaan LazatOn Mein Kamii Nahien
Kabhi Mein Nay tUjh kO Hansa Diya
Kabhi tOo Nay mUjh kO rUlla Diya
bhUla Diya, BhUla Diya
Teray Ishq Mein Khud kO bhUla Diya
Teri Raah Say jO Nikal Gaye
wO Dewaney Ban Kay MaChal Gaye
Kabhi hUm Nay Kii Teri AarzOo
tO Bata Dey Yeh Kya gUnaah Kiya ?
bhUla Diya, BhUla Diya
Teray Ishq Mein Khud kO bhUla Diya