Sponsor's

 
Jo chaho agar to tum aisa karo
10-02-2010
Posted by JiNNU BNP From karachi [ maya_friend_enconter@yahoo.com ]

Jo chaho agar to tum aisa karo!
Ahsaas kay saray rishtay tor do
Piyaar kay saray bandhan khol do
Dil say apnay bhula do mujhay
Aur phir kabhi na yaad aaoo mujhay

Dua hai meri khuda say kayh!
Har qadam tumhara manzil ki taraf uthay
Aakash kay sitaro ko choo lo tum
Khushiyan har dam tumhari raha takay
Jugnuoo ki tarah jhilmilaoo tum
Kaash kay aisa ho jaye!

Kisi qadam par mehsoos na ho kami meri
Kisi maqam per mujh ko yaad na karo tum
Khushiyo may aisay apni magan raho
Kabhi mazi kay warq na palto tum

Magar yeh bhi yaad rakhna!
Agar kisi manzil per pahaunch kar koi dard mil jaye
Aankh tumhari jo kabhi pur nam ho jaye
Kabhi kisi apnay ki kami mehsoos karo to
To tum mujhay pukar laina

Aur agar yeh bhi na kar pao to!
Dil ko apnay simayt laina
Aur bas yaad mujhay tum kar laina
Aankho kay duwaro ko band kar laina
Mehsoos mujhay tum kar laina
Aur phir yun karna kay!
Saray raaz apnay dil kay Tum mujh say keh laina
Saray dard apnay dil kay Tum mujh say baant laina

Bas meri ek aakhri khuwaish yaad rakhna!
Jab meri hayat ka safar tamam honay lagay
Meray qadam meri akhri manzil ki taraf rawan honay lagay
Mujhay lahayd tak lay janay walay chaar apnay kandho may
Ek kandha tumhara bhi ho


" 2 aJnabi dost"
03132174713

Share  
 [ Characters : 1348 | Sms Length : 9  | Views : 272 ]
RELATED SIMILAR SMS
Agar main dur ho jaon brAgar main dur ho jaonbrTo palkon ko jhapak
baat phuuln kii sunaa baat phuuln kii sunaa karate the brbrham kabh
AHLEDil Youn Bhe Nibah Lete Ha AHLEDil Youn Bhe Nibah Lete Hain Dard Seene Ma
mere zakham abhi mere zakham abhi bhare nhibrmain dawa keron k
ham tere shahar men aaye ham tere shahar men aaye hain musaafir kii tara
jab uski ankhon me Meri diary ki do khubsoorat nazme apki khidmat me
Ager wo badshah hota Ager wo badshah hotabr brpermalinkbrAger w
Majboori e halaat idhar bhi ha Majboori e halaat idhar bhi hai udhar bhibrtanh
Mere Har Udaas Pal Main Mere Har Udaas Pal MainbrMera Saath Chor Jana
Faasla ana ka mitaya na jaa sa Palkon pe aansoon ko sajaya na jaa saka Us ko b
Chalo Phir Tajdeed e dOstii ei Chalo Kuch Dair InteZar KarienbrShayed K Us Key
Ek arzoo jo krun to naraz mt hona koee jo guftu
yeh rafaaqat bahut yeh rafaaqat bahut muKhtasar haibrbrmirii ham
BeHis Hein Yahan Log BeHis Hein Yahan Log Bhala Soch Ke KarnabrIs
Tum nay apna ghar ban Tum nay apna ghar bana liyabrTo kiya hum ajnabi
Darta huin kahin main Darta huin kahin main pagal na ban gaoinbrteek
Suno acha nahi hota Suno acha nahi hotabryuunhi besabab bikhar jan
JiNNU Ki Zaindagi Ki Sab JiNNU Ki Zaindagi Ki Sab Say Buri Eid Ka DiN Kais
Kuch khud b thay afsurda sa Kuch khud b thay afsurda sa brbrkuch loog b
Shaam hotay hee woh chokhat pa Shaam hotay hee woh chokhat par jala kar shammab
159415861604 15751586 16051740 159415861604 15751586 1605174
Milen To Yun Hein BohotAao Ab Milen To Yun Hein BohotAao Ab Milen Yun Bhi
Zindagi qad e musalsal ka siwa Zindagi qad e musalsal ka siwa kuch bhi nahi Kiy
Her qarz Dosti ka ada kon kary Her qarz Dosti ka ada kon kary ga Hum na hon gay
Khwaab marte nahin brKhwaab marte nahinbrKhwaab dil hain na aan
Guriya aaj bhi andhi hai Guriya aaj bhi andhi hai brbrKhailtay khai
ab ke rut badali ab ke rut badali to Khushboo kaa safar dekhegaa k
Khuda ko apne brKhuda ko apne bando se brSabhi bando ko bac
ham nazar tak chaahate hairaton ke silsile sozenihaaN tak aa gaye
ABHI KUCH DAIR BAQI HAI ABHI KUCH DAIR BAQI HAIbrKHIZAN K BEET JANAY ME
Be Gunahi Ki Saza Pe Mujh Ko T Waqt Khush Khush Kaatnay Ka Mashwra Daitey Hua
Tumhain ab bhool hi jayain tou Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai Yeh fas
aaj ham bichhre hain aaj ham bichhre hain to kitane rangiile ho gayeb
BoHat SoCha MuHabbAt BoHat SoCha MuHabbAt MaiNbrbrTumHain Main TuH
Mujh ko uljha huwa Rehnay day Mujh ko uljha huwa Rehnay day mukaddar ki Tarha
Mujhe Tum se Hi milna Hy Mujhe Tum se Hi milna Hybrchalo yah man leeta
Aik Deewana Yeh Aik Deewana Yeh Kehtey Huwey Hansta JatabrKash
Kisi Kamzor Lamhe Main Agar Main Kisi Kamzor Lamhe Main Agar Main Tum Se Ye Keh Do
toD kar uThe hain Rvish Siddiqui brbrtoD kar uThe hain jaamo

Site Statistics

There are total of 73 categories contaning about 16718 sms in our database.

Who's Online

We have 101 users online

Search Smsyard

Advertisment