kaheen miilay to osay yeh kehna
daseel e nafrat gira raha hoon
gahay dino ko bhula raha hoon
woh apnay wahdo se phoir gaya hay
main apnay wahday nibha raha hoon
kehen milay to osay yeh kehna
na dil main koi malaal rakhhay
hamesha apna khayal rakhhay
woh saray ghum apnay mujh ko de day
tamaam khushiyan sambhaal rakhhay
kaheen milay to osay yeh kehna
main tanha sawan bita chuka hoon
main saray armaan jala chuka hoon
jo shohlay bharkay thay khawahisho k
woh ansooan se bhuja chuka hoon
Kahen mily to usey ye kehna
K chaak daman ko si raha hon
Bari he mushkil se G rha hon
Dia jo nafrt ka zehr tu ne
Samjh k amrat main p raha hon
Kahin mily to usey ye kehna
Wo jazbe mery kuchal gaya hay
Jafa k sanchey mein dhal gaya hay
Na badley mosam bhi itni jaldi
Wo jitni jaldi Badal gaya hay
kahen miley to usey ye kehna.
__________________
"2 Ajnabi dost"
03132174713