Mairay Humsafar, mairay saath tum...
sabhi mausamon mein raha karo
kabhi dhool banke urra karo
kabhi phool banke ugga karo
kabhi dhoop banke gira karo
kabhi shaam ban k chaya karo
mairay Humsafar mairay saath tum...
kabhi chaand ban k dikha karo
kabhi taaron mai hansa karo
kabhi saanso mein tum basa karo
kabhi aansuon mein baha karo
mairay Humsafar mairay saath tum...
kabhi rangon main tum dikha karo
kabhi khushbuon se chua karo
kabhi nazaron se tum chupa karo
kabhi sapnon mai bhi mila karo
+92 300 2711 588
~Tµm ßîñ~