""GuRIYaa""
Mein kisi or ki hoon itna bata kar royai,
Woh mujhe mehndi lagay haath dikha kar royai ,
umar bhar ki judai ka khayal aya tha shayad,
woh mujhay pas apnay der tak bitha kar royai,
khat, kitabein wo pyar ke tohfay,
Muhabbat ki sub nishaniyaan jala kar royai,
tumhari di hoi sub cheezein utar le gayein,
woh mujhay saij pe sajay zevar dikha kar royai,
ab ke na sahi zaroor hashr mein milein gay,
yakja honay ke dilasay dila kar royai,
mujh se ziyasa bicharnay ka ghum use tha,
waqt-e-rukhsat woh mujhe seenay se laga kar royai.
"2 AJnabi dost"
03132174713