mere angan mein utri hai ye shaam
dhanak rangoon mein bheeg kar
mein nai aaj phir taroon kai sang
yunhi tumhari yaad kai diyai jalai hain
yunhi chandni kai angan mein
phooloon sai likha hai tumhara naam
yunhi hawa kai anchal par
mein nai paighaam likhwai hain
mein nai taroon sai kaha hai
tumhari rahoon ko roshni dain
mein nai chandni sai kaha hai
tumhari chahat ko umeedain dai
mein nai hawa sai kaha hai
tumhein ja kar kahai
mere angan ka sitara tum ho
meri chahat ka darpan tum ho
meri mohabbat ka saibaan tum ho
ai hamdam ai humsafar
meri har khushi
meri zindagi tum ho .............
jinnu
03132174713