Tujh Ko Kiss Phool Ka Kafan Ham Dain
Tu Juda Aisay Mosamon Main Howa
Jab Drakhton Kay Hath Khali Hain
Aaienay Jis Ko Dhondtay Thay Khud
Aisa Baymisl Aks Gar Tha Woh
Saray Kantay Samait Laita Tha
Aisa Anmol Ham Safar Tha Woh
Apnay Dil Main Sambhal Kar Us Ko
Aaj Hathon Say Kho Rahay Hain Usay
Hichkiyan Bandh Gai Hain Lafzon Ki
Aaiena Khanay Ro Rahay Hain Usay
Us Ko Kis Roshni Main Dafnain
Us Ko Kis Khawab Ka Badan Ham Dain
Woh Jo Khushboo Main Dhal Gaya Yaaro
Us Ko Kis Phool Ka Kafan Ham Dain
"2 Ajnabi dost"
03132174713