Sponsor's

 
Ussne pahley mujhey duaa ye di
10-02-2010
Posted by JINNU BNP From karachi [ maya_friend_enconter@yahoo.com ]

Ussne pahley mujhey duaa ye di
Khuda karey ke tu sau saal jiye
Unki aankhon main mohobbat bhi thi,
Afsos bhi tha
Ek aanso bhi tha un aankhon main
Jo chillata bhi tha, khamosh bhi tha
Mujhse poocha ke betey kaisey ho
Koi diqqat to nahin hai tumko
Phir kaha!!!!
Tumko maloom hai kya
Main bari takleef main hoon
Jab se laiti hoon so nahin payee
Tumhaari wajah se main khul ke ro nahin payee
Terey gunaah mujhko saanp banke danstey hain
Farishtey aakar har roz fiqrey kastey hain
Tumhi bataao beta main ne kya kami ki thi
Mere samjhane main kami thi kya?
Ya meri tarbiyat adhoori thi
Kyon buray kaam roz karte ho
Kyon nahin us khuda se darte ho
Jisne tumko ye jaan bakshi hai
Jisne tumko amaan bakshi hai
Laut kar jiske paas jaana hai
Kya usey munh nahin dikhana hai?
Kya tumhein is liye parhaya tha
Kya tumhein yehi sab sikhaya tha
Ki apney ilm par garoor karo
Apney nafs ko masroor karo
Jab bhi bolo to bas galat bolo
Zulm dekho to lab nahi kholo
Chorkar deen bhool kar mazhab
Apni auqaat paison main taulo
Sach batao ke kya ye qissa hai
Kya ye andaaz meri tarbiyat ka hissa hai
Mujhko afsos nahin ke tu mujhey bhool gaya
Ranj ye hai ki mera jeena hi fazool gaya
Main to jee ke bhi roz marti hoon
Main tujhe roz yaad karti hoon
Jis tarah jeene ka agaaz kiya hai tuney
Uske anjaam se main darti hoon
Khuda kare ke tujhe ab bhi samajh aa jaye
Koi to aake tujhe seedhee raah dikha jaye
Ke ikhtitaam ho teri gunah ki shaamon ka
Mujhey bhi ajr miley terey naik kaamon ka.

" JiNNU BNP"
03132174713

Share  
 [ Characters : 1628 | Sms Length : 11  | Views : 334 ]
RELATED SIMILAR SMS
chal mere Sath hi cahl chal mere saath hii chal ai merii jaaneGazalbr
lo apna jahan dunya walon hum lo apna jahan dunya walon hum is dunya ko chor ch
Hawaon k hath ek armaan bheja Hawaon k hath ek armaan bheja haibrbrRoshn
Faida kia hai agar ab wo mile Faida kia hai agar ab wo mile b hen faraaz
Muhubbuton Main Her brMuhubbuton Main Her Ik Lamha Wisaal Hoga Ya T
Bhool gaye wo hum brBhool gaye wo hum ko bas ek pal ke liyebr
huzuur aap kaa bhii ehataraam huzuur aap kaa bhii ehataraam karataa chaluuN br
Mere saath tum bhi dua karo Mere saath tum bhi dua karobryun kisi ke haq me
IK BAAT MUJHE TUM BATLAAO brIK BAAT MUJHE TUM BATLAAObrbrbrIk baat
Aik bay rang sa manzar hai kah Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zind
Tarkewafa Tum brTarkewa
mjhe tm kiya batao gi Mjhe tm kiya batao gibrbrk jb se mujh se bich
Yad ha tum ne brYad ha tum ne brmuje kaha thabrbragar k
Banaa gulaab to kaaNTen Obidullh Aleem brbrBanaa gulaab to kaaNTen
Woh sarey khat jala do Woh sarey khat jala dobrWoh sari baaten bhula
ek se sil sile hain Pirzada Qasim brbrek se sil sile hain sab hij
wqt ki krvt ghr aa gyi waqt ki karvat ghar aa gayibrbrkoi sine me sh
December jab bhi ata hai DecemberbrbrDecember jab bhi ata haibrwo
kucch N kaho drd kucch na kaho dard ab had se guzar jaane dobrb
Sab sy achy Laffz Sab sy achy LaffzbrMein Subah Shaam Likhta hoon
Neend Aajay To Seenay Pe Sulay Dhoop Ho Chaon Ho Humara Saath Nibhaaya Karnabr
ulfat kii naii manzil ulfat kii naii manzil ko chalaa tuu baaNhen Daal
yaado main kabhi aap bhi khoye yaado main kabhi aap bhi khoye honge khuli aank
MATTI KI MOURAT MATTI KI MOURATbrGhar matti k banaya nahein kar
Waqt Aaj Ye Kis MuqaaM Waqt Aaj Ye Kis MuqaaM Par Le Aaya HaibrMujhe
Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraa Roye Hain Buhat Tab Zara Qaraar Mila Hai Is Jaha
Pal Pal k rishte Pal Pal k rishte ka vaada H aapsebrbrApnapan
Mairay Temardaroon se Mairay Temardaroon sebrMaseeha Jab yeah keh die
Khamoshi Se Suno Khamoshi Se Suno Wo Aawaaz Hamari HogibrMehfil
Raaste badal jaate Raaste badal jaate hain manzilain badal jaati ha
Behtar Hai Fraaz Chandni Raat Mein Aur B Shiddat Say Aay Gi Us Ki
woh kehte hai hum seh GuRiyAbrbrbrwoh kehte hai hum seh judai ka
Kisi ki aankh se sapne chura k Kisi ki aankh se sapne chura kar kuch nahi milta
Farz karo Farz karo brhum bhor samay ke panchhi hotebru
Humne mana tu is Humne mana tu is dil ka mehrambrYe jaankar ba
Meri chahatein tum se Meri chahatein tum se alag kab heinbrDil ki ba
Jiski Talash hai Usko pata bhi Jiski Talash hai Usko pata bhi nahi Hamari Chah
Khuun se jab jalaa Pirzada Qasim brbrKhuun se jab jalaa diyaa ek
mujh ko thaame hue baahen us k cheharaa meraa thaa nigaahen us kiibrKhaamushii
Agar tapakta Ashkon ki jagah L Agar tapakta Ashkon ki jagah Lahoo aankhon se

Site Statistics

There are total of 73 categories contaning about 16718 sms in our database.

Who's Online

We have 95 users online

Search Smsyard

Advertisment