Sponsor's

 
ye nikhaton kii narm ravii ye
10-02-2010
Posted by AAMIR From PAK [ 0301-5780163 ]

ye nikhaton kii narm ravii ye havaa ye raat

yaad aa rahe hain ishq ke TuuTe ta'alluqaat

maayuusiyon kii god men dam toDataa hai ishq

ab bhii koii banaa le to bigaDii nahiin hai baat

ik umr kaT gaii hai tere intazaar men

aise bhii hain ke kaT na sakii jin se ek raat

ham ahal-e-intazaar ke aahaT pe kaan the

ThaNDii havaa thii Gam thaa teraa Dhal chalii thii raat

har saai-o-har amal men muhabbat kaa haath hai

taamiir-e-zindagii ke samajh kuchh muharakaat

ahal-e-razaa men shaan-e-baGaavat bhii ho zaraa

itanii bhii zindagii na ho paaband-e-rasmiyaat

uTh bandagii se maalik-e-taqadiir ban ke dekh

kyaa vasvasaa azaab kaa kyaa kaavish-e-nijaat

mujh ko to Gam ne fursat-e-Gam bhii na dii "Firaq"

de fursat-e-hayaat na jaise Gam-e-hayaat


Share  
 [ Characters : 851 | Sms Length : 6  | Views : 267 ]
RELATED SIMILAR SMS
Na Sakoon Tha Na Karaar Tha brNa Sakoon Tha Na Karaar ThabrbrbrTerey
Ajeeb hijer parasti Ajeeb hijer parasti thee us ke fitrat mein brsh
Main Tumhara Hun Kya Btaoo brJo mujh se pocha ha aaj tum nebrK main tum
JO TU badal gya hay Kuch to haybrJO TU badal gya haybrWoh TERI
Cntinuation with Sleepless top aur jab zaban par chup kay talay lag jainbrtou
honto pe ajab meetah brhonto pe ajab meetah zaiqa sa rehta haibrsh
aankh ki dehleez pe aankh ki dehleez pe tikkey jaltey khawabbraur p
Khuun se jab jalaa Pirzada Qasim brbrKhuun se jab jalaa diyaa ek
1580157516051730 1605158715781 1580157516051730 160515871578
Jab Tum chalay jao brJab Tum chalay jao geybrbrTo yaad mujay
Mujhe na rulaya karo Mujhe na rulaya karobrNa mujhe Sataya karobr
Hum tumhain kese batain Hum tumhain kese batainbrChand rat ke in brb
Faasla ana ka mitaya na jaa sa Palkon pe aansoon ko sajaya na jaa saka Us ko b
Bahut mein ne suni hai aap ki HABIB JLIBbrbrBahut mein ne suni hai aap ki
Tub Yad Bohat Tum Atay Ho Jab Dour Ufaq Pr Lali HobrJab Sham Udasi Wali H
Hazrat Muhammad SAWny Farmaya jo Shakas rat k
Humne mana tu is Humne mana tu is dil ka mehrambrYe jaankar ba
Badal Ban Kar Wo Chahta Hai Badal Ban Kar Wo Chahta HaibrbrKoyal Ban Kar
DosT BAnany Nikla ThA Mai Tu Apni Tanhayion Se Tang A kAr DosT BAnany
Jo kuch din sath Jo kuch din sath reh leyteybrbrjo kuch din ba
Kaho ab kiya kahoon tum say Kaho ab kiya kahoon tum saybrbataoo kiya lik
Apni Zindagi Apni zindagi mein mujh ko kareeb samajhnabrKoi
Agar tu but tarash Agar tu but tarash hi ban jatabr sah lat
may rahe minaa rahe may rahe minaa rahe gardish men paimanaa rahe br
Ek Lafz Mohabbat Hai Ise Ek Lafz Mohabbat Hai Ise Kar Ke Dekho TumbrBarb
Br Dushwr Hot Hi Br Dushwr Hot HibrZara Sa Faisla Karna
Bachpan Mein To Jee Bhar K Roy Bachpan K Dukh Kitnay Achay Hote ThaybrTab Di
Younhi Aise Log Younhi Aise Log Mohabbat Samajh Bethe Hainbrbr
AaNsuoN ki zubaan hoti hai brYe bhi brAksar kalam karte haiNbrGar tumh
Beqhudi Si Zindagi Hum Jiya Na Beqhudi Si Zindagi Hum Jiya Nahin Karte Jaam Dos
Mohabbat Jeet hoti hai Mohabbat Jeet hoti haibrbrMagar ye Har jati h
Paagal laRki rooth na jaana Paagal laRki rooth na jaanabrBilkul sach sach b
Khabhi Socha Hai Tu Dil Ke SawaalbrbrKhabhi Socha Hai Tu Nay Di
na jaao haaledilezaar na jaao haaledilezaar dekhate jaao brbrki
O Dewanay larkay O Dewanay larkaybrzara thaam lay mera haathbr
aankh se gir ke gavaah ho jaao aankh se gir ke gavaah ho jaao braansoon tum n
Log uthte hain jab tere gharee HABIB JALIBbrbrLog uthte hain jab tere gharee
KABHI YAAD AAO TO IS TARHA KABHI YAAD AAO TO IS TARHAbrKe Band Aa
Ab So jao Or Chaand Bhi hay Ab Raat Ki PalkainbrBheeg ChukibrOr Chaand
232523442369234623812352236723 2348236923332368 236123692312

Site Statistics

There are total of 73 categories contaning about 16718 sms in our database.

Who's Online

We have 119 users online

Search Smsyard

Advertisment